Use dukh hi nhi mujhe khone ka Yun chli gyi vo Jese barso se intzaar tha jane ka _____________ Maana ki lakh kamiyaan hogi mujheme Pr kuch katha tumari bhi hogi Vrna aese sath chut tha nhi Rista tut tha nhii... _____________ Anirudh garg
Honge bahane lakh Chodke jane ko Pr ek hi kafi hai Reason sath nibhane ko ---------------- Bars rhi thi yaade banke aanshu Jb tanha chodke Vo yun chli gyi ----------------- Jo jane ki soch chuke hai Vo jajbaat nhi dekha krte Or sath nibhane wale Jane ki nhi socha krte Anirudh garg (The_da_rk_story)
Tujhse shuru Tujhpe pe khtm Itna sa mera safar hai Tuhi meri aashiqi Tu hi mera humsafar hai Din ho yha raat Hr lamhe har jagah Har tasveer har khayal main Bas tera didar hota hai Tuhi tho meri aashiqi Tuhi tho mera humsafar Anirudh garg
Jbse mili vo maanga usse hrr dua m Maine tho bs khwaab ek hi sajaya tha Usse tho phli nazar m apna banaya tha Vese tho iski har baat har andaaz khash haiii Lkin iski masumiyat m alg hi baat haii Anirudh garg
Jindagi ek safar Hum iske mushfir Yha manzil bhi hamari hogi rasta bhi hum chun e ge Par har waqt Jindagi ka ek daav naya hoga Kuch acha tho kuch bura hoga Agr tum darne lgoge yh aur darayegi Agr thodi si himmat krjaoge Tho har mushkil se ladna bhi sikhayegi Anirudh garg
chotiii si kahani haiii meriii Pr kisse boht haiii Kirdaar bhale hi chota ho mera.... Pr kaafi haii Hero na hu sahi dujo ki kahani ka Pr bohto ki kahani ka aham hissa hu... Anirudh garg
Intezaar ab hota nhii Tujhse milne ki bs Chahat lgi rhti hai Har mouke main ek mulaqat Ki khwaish lagi rhti hai Par kismat ko kaha Manjoor hai hamara u milna Vo tho bs hame aajamaya krti hai Milne ke liye har pal tarsayaa krti hai